"To Kya Hua?"
Saath mere tu nahi hai
To kya hua?
Mere liye agar tu nahi hai
To kya hua?
Sabar Kiya hai Maine tere liyeÂ
Or tu kehti hai to kya hua?
Dil toota hai meraÂ
Or tu kehti hai to kya hua?
Dard dia hai tune kitna
Or tu Kehti hai to kya hua?
Labzon kaa vaar, itni baar Kiya tune
Or fir kehti hai to kya hua?
Agar tu naah hoti zindagi mein
Yakeen maan, tujhse zindagi rooth jayegi
Fir mat kehna to kya hua? -- Singh Ranbeer















