ROHID ALI KHAN - Lyrics to USTAD RAHAT FATEH ALI KHAN
ISHQ DIYA JANOON KA
WOH HAAL KIYA SAKOON KA
Rabba we Rabba we ( song written by ROHID ALI KHAN
-0000-
Matti ka putla bana ke, dil shsehe ka usme laga ke, phir dard bhi aisa dala
Ghamon ka jahan banake, sab mere naam laga ke, phir waqat bhi woh nikala
Jahan dil ki kimat matti,
Tu haal dilon ka jaane… phir bhi baitha tu dekhe.
Sab kuch bas mein tere… par qismat aisi lekhe…
Ya Khuda ho Ya Khuda…ho Ya Khuda ho Ya Khuda…
Ya Khuda ho Ya Khuda…ho Ya Khuda ho Ya Khuda…
-0000-
Ishq diya janoon ka… Woh haal kiya sakoon ka…
Keh har pal yaar dikhai de… sirf wohi sunai de…
Main ishq mein maara mara hoon
Tadap tadap ke haara hoon
Main ishq mein maara mara hoon
Tadap tadap ke haara hoon…hoon…
-0000-
Tu pyar louta de mera… Tu yaar louta de mera…
Ek pal jiya na jaye ab, mujh ko kuch bhi na bhaye ab,
Duniya ka koi hosh nahin… Iss mein mera dosh nahin…
Main ishq mein maara mara hoon
Tadap tadap ke haara hoon
Main ishq mein maara mara hoon
Tadap tadap ke haara hoon…
-0000-
Likh ke dil pe uska naam Har su padhta rehta hoon
Bana ke murat uski main sajde karta rehta hoon
Tasbeih karta Rehta hoon Ibadat karta rehta hoon
Is mein mera dosh nahin… Mujhe kisi ka hosh nahin…
Har pal yaar dikhai de… sirf wohi sunai de…
Main ishq mein maara mara hoon
Tadap tadap ke haara hoon
Main ishq mein maara mara hoon
Tadap tadap ke haara hoon…
Rabba we… Rabba we ( song written by ROHID ALI KHAN )