Tu Sahi Me Galat...
Maanta hu galti mere se ho gai... Fir v tum kyu gai, Ruk to sahi.. Tum ho sahi, Me hu galat mana to sahi, Thodi si duriya kab ban gai lambi judaiya bata to sahi, Ab kese rahu in gehraiyo me ekale, Ladte - jhagadte kab tanha ho gaya, Ab mujhko na rehna tere bina, Socha dosti gehri kar raha hu, Mujhe kya pata tha jo bachi hui Dosti ko v kho raha hu... Ab apni galtiyo se seekh raha hu, Beetein pal ko yaad kar raha hu... Yaar Me to sirf pyaar kar raha tha or hu...









