kuchh pasandida kaviyon ko chhoti si peshkash
//
guroor ghalib mein, dard daag mein mahaanta mir mein, zarf zauq mein
sailaab sahir mein, inquilaab iqbaal mein aatish ahmed mein, fanna faiz mein
chanchalta chakbast mein, rooh rumi mein paardarshita pant mein, gehraai gibran mein
raudrataa ramdhari mein, aasha amrita mein madhurta mahadevi mein, pran parveen mein
mayoosi majrooh mein, bekasi bareilvi mein jaan jaun mein, jahaan jaanisar mein
'abraa aazmi mein, kaif khayyam mein kashish gulzaar mein, nagme neeraj mein
//














