Do Dil
Khule is aasmaan ke neecheChamakte taro ki roshini meKuch Naya karne ka khumaar haiDo Dil Milne Ko kabse Bekarar hai Sochte sochte din guzar GayaMilne ki saugat Liye andhera aa GayaFir Na jaane kyu itna intazaar haiDo Dil Milne Ko kabse Bekarar hai Baato ki zikra kuch itna ho gayaDin ka suraj rukte, rukte dhal gayamausam bhi aaj kitna be shumar haiDo Dil Milne Ko kabse Bekarar hai
View On WordPress












