Yaadein...
Ye yaadein bhi ajeeb chiz hai..jaab kisiko yaad kro toh aati nhi jab kisiko yaad na kro fir bhi har waqt aati rehti hai ye yaadein...
Dil ki hasratein unhi ke yaadon mein sametein hue hai...choti choti yadein har waqt sataye hue hai..Yaad kru ya na kru unhe par Dil bewajah roye Jaa rha hai...Kya kru ki wo aa jaayein zindigi mein rooyu ya haasu zindigi se ya Yun hi in lamhoon ko jee lu jeise Dil ubhar rha hai yaadon se...Fir bhi ye lamhein tadpaye hue hai...Haye yaadein ye yaadein..



















